Aaj say mai bi DOCTOR hoon

bohat ho gya, har doosra banda ajkal gupshup par doctor hai, to chalo mere bhayo aur bhayo ki behno, aaj say ham bi undergraduate doctor haiN .

aajkal to ye mazaak hi ban gya hai!

Kher mai chala parnay.

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

teekay?

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

hahaha ASN…doctor…

bwuahaahaahahaaha :omg:

Munna Bhai MBBS ki taraaN :phati:

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

:crying: ^^^ I was gonna say that
NOT FAIR

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

hmmmmmm…short circuit? :rotfl:

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

I loved that character
circuit :hehe:

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

chalo bai aaj say sab doctor hain gupshup par

had hai jis say poocho doctor ban raha hai

ye kya neya trend chal para hai?

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

tum marassii chup karou!

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

EMM what u talkin about. I am an undergraduate Doctor.

kya akeli tum hi doctor ho pooray GS par? why u feelin jelous :hehe:

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

yaaarrr tum say achi batouN ki tawaqqah nahee hai :p

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

nai nai nai…

pehlay doctor ban-na ka trend thaa..

aaj kal computer sciences :smack2:

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

maan(mama) bananey ka bhi kaafi trend chal rha hai waise to:p

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

**yaar, fikar na kar, adai sai zada loug GS par jo kehtai hai doctor hai, woh doctor nahi hai…nahi to itna time kahan hota unkai paas :smokin:

Sac theek ka doctor hai, likin “doosray” nahi hai** :rolleyes:

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

Dr waqi06 aise na kaho, sab doctor hain.

tu bi doctor
mai bi doctor
hamaray hone walay bachay bi doctor
hamar bacho kay bachay bi doctor
sab doctor
sab doctor
jaha dekho doctor
jaha nahi dekho udar bi doctor

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

ASN :rotfl:

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

aur woh jo dewar per lizard hay woh bhi doctor :p

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

congragulations on Dr. tahkna

Re: Aaj say mai bi DOCTOR hoon

LOL! just reminded me of that old joke …abba ji sunaatay thay .. “pakistan main B.A itnay ho gaye hain ke jab ek pathar uthao police waalon ko marnay, to uss main say ek bayrozgaar B.A bechara nikal kar dorta tha” :rotfl:

kinda true about doctors haan arnold? :wink: