Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

**Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,
Acha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya.

Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala,
Aaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya.

Jo mere dard ko seene main chupa laita tha,
Aaj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya.

Jo meri aankh main kajal ki tara rehta tha,
Aaj kajal jo lagaya tu bohot yaad aaya.

Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hi,
Aaj jab dil nay bulaya tu boht yaad aaya

Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi

  • *Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
  • *Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
  • *Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi
    **
2 Likes

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Nice:)

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Thanks Muddii bro.:bb:

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Jo mere dard ko seene main chupa laita tha,
Aaj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya.

it's fantastic. really nice :)

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Thanks :bb:

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Very pretty.

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Thannks MUniya.

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Good One Paklife...

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Thanks Aryaan bhai.

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Nice :k:

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

nice 1 apk

Re: Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya,

Thabks H-E-H and BB.