aaj phir yaad aap logon ki aai

to hum chalay aaye:shikra:

uff kya wo bhi waqt tha:hmmm:

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

Aap koh jail say rahyee mil gayee, ya chund dino kee chooti per ayee hain. :hmmm:

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

:snooty: hum ne apni saltanat ek martaba phir fatah kar li

Yeh hamarai saltanat hai ,koi gaind nahi ke aisay hi janay dein ge

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

Mubarak ho Rahyee milne par :sadiyah:

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

oh hello CHOOHA_E_AZAM :wave:

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

**Bholay miyan:**aap ko bhi bohat bohat mubarak ho janab:shikra:
boliye kya noush farmayein ge?

:shikra: Billi begum aap ko intay arsay baar dekh rahe hain keh aap ka seyah rang bhi dil ko khoob maloom ho raha hai

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

par main tu QAID nai tha :hmmm:

haan waise hoan bhi chahiye nahi to apko phir qaid kar dia jaye ga aur aap mujhe larne bhej de gain apni jaga aur khud larkion ke saath baagh ki sai rkarain ge :hoonh:

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

kya avatar hai flooder-e-

yeah doesnt he jst look so adorable with surma in his eyes :clown:

btw AALIJAH ye apki jawani ki tasweer hai ya phir aap ne bhi donatella versace aur catwoman ke saath rehan shuroo kar dia hai?:hmmm:

:aq: kyun ?? kya jo faqt qaid hote hain unhi ko khana noush kiya jata hai?:hmmm:

:shikra: aap kuch nahi bhoolein.hum say mutasir hue

:shikra: aap ka karam hai yeh to huzoor ,warna hum is layk kahan.

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

^adnvt he green jsut compliments the moochein so well

hamari jawani ki matlab 2-3 saal purani tasweer hai:snooty:.hum abhi bhi jawaan aur khoobsurat hain:shikra:

hum to soch rahe the ke hum bhi francisi darhi(fench beard) rakh lein.
in moonchoon say dil sa uth gea hai:shikra:

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

lekin humein appki yaad nahi aayi

wapis jayee :chai:

and thsi thign on his head is jst so classy :blush:

LIFEY we r jst droolign over him nai :blush:

to wo budha mota 100 saal ka uncle kon tha??:hmmm:

Re: aaj phir yaad aap logon ki aai

yes we r, i wish i cud jsut a hv a meeting with him:d

wat will u be wearing? anarkali wali dress??:cb: with a gulaab ka phool in ur hair and chew pAAn :cb: