Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye
Aaj Phir Woh Lamha Yaad Aya
Jab Tum Ney Kuch Waadey Kiyey Thay
Jab Tum Ney Apnaney Ko Kaha Tha
!! HAAN !!
Mager Aaj Main Keh Raha Hoon
Wo Waqt Phir Aa Sakta Hey
Wo Lamha Phir Aa Sakta Hey
Main Is Ki Ijazat Deta Hoon
Hum Phir Hum-Khayal Ho Saktey Hain
Hum Phir Jeenay Maarny Ki Qasmain
Kha Sakty Hain
Hum Phir Kuch Waadey Ker Saktey Hain
Tum Phir Koi Khowaab Dekha Sakti Ho
Main Phir Koi Khowaab Dekh Sakta Hoon
Phir Main, Wafa Ka Waada Ker Sakta Hoon
Main Phir Ek Baar Mitney Key Liyey
Tayyar Ho Jaoo Ga
!!MAGER HAAN!!
Bas Mujhay Is Baat Ki Ijazat Do
!! Keh !!
Is Baar Dhooka Mery Taraf Sey Ho Ga

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

!!MAGER HAAN!!
Bas Mujhay Is Baat Ki Ijazat Do
!! Keh !!
Is Baar Dhooka Mery Taraf Sey Ho Ga

maaar daaalaa
zabardast<!-- / message -->

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

nice :k:

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

Bohat he khoobsorat!
great!!!!!...........:)

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

kis nay kis ko maar dalaa?...............:)

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

Superb! :lajawab:

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

wah wah
very nice :k:

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

bohat khub:k:

Re: Aaj Phir Woh Ghari Yaad Aye

Thanks all my friend:halo: