::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

Aay Khuda shukar tera shukar tera shukar tera
Yeh mera yaar chala baandh kay sar par Sehra ...

khatak dancing

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

Sehra Bandhaaiyee nahiin mile gi kya:grumpy:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

^^ bahi confirm tou kerloo phele…:smack:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

Kabhi baqr-eid main cow ko sehra baandha hay ? ussay sehra bandhai main kia milta hay subah hi subah? :-p

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

dolhay miaaN ko agar fursat milay sharma sharma kar laal honay say to koi unn say poochay na, wo to lagta hay sharmindagi ki wajah say table kay neechay chupay baithay hain, pehlay un ko bahar nikaalna parayga na :-p

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

:rolleyes: @ all above replies…

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

aawwwwwwww cbbbbb mubarak ho :hugz:

ab jaldi jaldi part do na mai waite ker rahi hoon :party: :hula:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

:rolleyes: errr… W.R.O.N.G thread :hoonh:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

:smack: dhat terey ki..

wrong post ker dia…

kia mairi post move nahi ho sakti :bummer:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

^khamukhwah luddiyaan paanay ki zararat nahee hay :smilestar:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

:bummer:

:frowning:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

Ki hoya mayri Gulabo … twada rung neela kivain ho gaya :blush:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

aur aap ka pink kion ho gaya? :aq:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

tum ne daanta iss liyee :frowning:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

Shukar hay k aap ko humain javab daynay ki fursat mil ga,ee…

Woh tou main jab jab Red :rose: ko daikhta hoon mayray chahray par hayaa aajati hay :blush:

Red:rose:…tumhain naheen daantoo tou aur kissay daanttoonga :faizy:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

aap mujh se koi sawal karain to main us ka jawab doon na :naraz:

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

^ kia naylaam ghar chal raha hay chai

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

ji haan aap bhi shaadi ke baad apna gharara pehn ke sawaljawab denay aa jana

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

^ shaadi kay bad sawal jawab nahi daynay atay woh to numbers likhnay hotay hain bus perchioon main : P

Re: ::: Aaj meri aazaadi khatam ho rahi hai :::

:hmmm: jab main gaie thi apnay lehngay samait tab to yeh nahin hota tha