Aaj kya pakaaya/khaaya

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Everything looks yummy shab

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

**oh wowwwwwww!!! zabardast…i’ve started drooling already! :smiley:

par, ek baat to bataayeN…maashaa Allah, itnaa khaa pee kar kaam kaise kartii haiN? kia qailoolah [siesta] kartii haiN? :cb:

daal gosht and white rice ke ilaava do 'adad shaamii kabaab aur ek pyaala kheer bhii to hai :smiley: hehe
**

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

thanks .. and that white thing is not kheer its dahi phuki raita .

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya


ohhh...silly me! maiN to use meeThaa samajh rahaa thaa :) vaise, meeThe meN kia thaa? :)

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

recipy b to tello na :k: :crying:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Arvi Gosht

Baked Pasta

Sweet Crepe

Mango Shake

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Are you that sughar :hinna:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

shab e hijar, everything looks soooo yummy! share recipe for the pasta please :)

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Shab you motivate me to go cook :hehe:. Your food looks awesome.

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Shab the fish masala looks good. What kind of fish did you use?
And plz can you share your recipe for both fish masala and cholay?

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

OMG…waqa’ii maan gaye…cook ho to aisii…mashaa Allah…bhai, plz mujhe bhii kabhii bulaa lo bartan saaf karne ke liye…aise hii kuchh pateeliyaaN chaaTne ko mil jaayeNgii…qasam se, bahooot umda sa gift laauuNgaa…ek baar bulaa lo bas…thankoo…i’m a sughaR bartan saaf karne-waalaa :smiley:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Shab, I’m coming over right now :superman:!

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Shab I'm just few states away from you,please invite me :(

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya


**waah...sabhii ko shauq huaa hai achchhaa khaane kaa :D

i stand a better chance to be invited because i offered to clean the dishes afterward and i also promised her to bring a nice gift along :)**

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Im on my way Shabbbbbb!

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Shab your food looks superb when you find the time definitely post the recipe for the ras malai. and fish masala too. I've been in touch with my cooking streak but I don't currently have a proper camera to upload pics from :(. InshAllah soon.

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Mai khud bhi achi cooking karti hoo per muje doosre ke ache ache bane Howe khano ka shoq hai :D

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

Shab e hijar, you’re amazinh! :k:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

mango shake :crying:

Re: Aaj kya pakaaya/khaaya

shab your food looks so yummy especially pasta..... plzzz share your recipe of pasta :) ................