**
wow Shab-e-Hijr, zabardast pakwaan…dekh kar hii mere dahn-e-mubaarkaaN meN paanii aa gayaa aur raal Tapak gaii
kaash ham ko bhi aap saare pakwaan e-mail kar saktiiN ![]()
Khatm-ul-Qur’aan kis silsile se thaa? koii Khushii kii baat? agar bataa sakeN to ham sab ko bataaiyegaa. ![]()
yeh pulaao biryaanii kia hotii hai? u mean pulaao AND biryaanii?**