Aaj kya pakaaya/khaaya

**
oh wow…u know hardcore urdu stuff…good…Khoob jamegi jab mil baiTheNge urdu-daaN do haha

vo kahaavat yuN hai:

neem Hakeem, Khatra-e-jaan

phir maiN ne ek aur banaayaa aisaa hii:

neem mullaa Khatra-e-iimaan

haha**