Aaj kya pakaaya/khaaya

Re: Aaj kya pakaaya/kyaaya

ufffff pics layina bhool gaee ,,ajj tou kuch nahee kion ka ajj kal ka left over khaya,dinner tha na mayray pass,,mai nay banaya tha veg ki biryani,karhai gousht ,seekh kabab ka salan ,gren salad,kheer,everyone liked the food,,