Eik boorhi aurat ki taangay sey takkar hogayi aur woh sarak per girr kar bayhosh hogayi. Aas paas kay log jamaa hogaye.
Eik nay kaha: “Baree amma ko pankhay sey hawaa do”. Dosrey nay kaha, “Mou per thandaa paani daalo”. Teesra bola - “Baree amma ko garam garam doodh aur jalaibi khilao”. Baree amma nay aankh khooli aur kaha, “Zara inki bhi suno.”
Re: ~ Aaj kul ki buddhee desi Ammas ~
hahaha :) dhobi bhai kia haal hain
Re: ~ Aaj kul ki buddhee desi Ammas ~
Alhamdolillah Bhaijaan, aapkay kaisey mizaaj hain? Khairiat sey hain Lonely Jee aap? Khushi hui aapsey dobara mulaaqat kar kay. :)
Re: ~ Aaj kul ki buddhee desi Ammas ~

Re: ~ Aaj kul ki buddhee desi Ammas ~
koooooll dhobi bhai kiya baat hai geeee
Re: ~ Aaj kul ki buddhee desi Ammas ~
:k:
Re: ~ Aaj kul ki buddhee desi Ammas ~
acha hi