Iss Dhagay (Thread) mein aap nay bus yah bantna (share) hay kah
** Aaj kiss baat par Ronna Aaya
**
![]()
Iss Dhagay (Thread) mein aap nay bus yah bantna (share) hay kah
** Aaj kiss baat par Ronna Aaya
**
![]()
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
Hamain buhat ronna aa raha hay Jub hamari wajah say kissi ka dil phir toot raha hay ![]()
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
me ko aj subah subah jaldi uthne per aya aur abhi college jane per a raha hai
me ko nahi jana
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
mere frnd mujhse door ha gaye
mere course ka sattyanaas ho gaya
etc etc
awwwwwwwwwwww u ki waja se
kis ka
u to itne ache ho phr u ki waja se kaise
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
Mabadowlat is thread mien naheen ana chatha tha lekin agaya lekin… aab aya tho ![]()
aray bhai u ne kisi ka dil nhe tora ![]()
Bus
aap naheen samjho gi
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
sannan u ne kisi ka kuch nai tora:emmy:
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
awwwwww ap rote kyun ho
ap ne kisi ka dil wil nahi tora
awain ajeeb ajeeb bohat sochte ho waile beth k
Bhai mein pagal ho jaoN ga
… mein kia karooN
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
sanna..leave it..let it go....i know how u r feeling....
LP anjanay mein kissi ka dil toot gia hay …
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
awwwwwwwwwwwwwwww sannan ub choro bhi
kyun apne ap ko rg laga rahe ho
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
mujhe aap nashta nah milhne par rohna aya
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
*hum chal kar kaheen baith kar sochnay kay liye ja rahay haiN *
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
Aaaj merey ankhon mien koy dust agaay thee suba lekin aab teek hoon… sirf muje thoree der sub ne ronna deka…
lekin muje asoon duk ke naye the ![]()
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
sochte hi kyun ho is se zayada dard ho ga
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
^ So true
Re: ~~ Aaj Kiss Baat Par Ronna Aaya ~~
faris bhai is ka damag kharaab ho gaya hai
awain jis se zayada dard ho ga wohi kerna hota hai