Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hat: ek dafa phir ganjay ser key numaish :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^ koan ganja ho gaya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kisi koji shakal wali chipku churail pay bht ghussa aying … :mad:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ganjay ho gaye pr shokhiyaan na gaye :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ganjay ka dil naheen hay kia :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Dil tou hai but woh blood pumping k liye…:wub: k liye nae

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

iss kay liye balon ka hona zaroori hay kia :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

PM ko PM hi rahnay dia jai to achi baat hay is liay aaj k gussay ka koi zikar nahi :P

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apne aap pe :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haan aa raha hay ghussa :aj: ppl really don’t know how to do work :frusty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sab u pe chale gae hain :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Kash mujh par challay jatay :hinna: leekan naheen mujh say bhi ziyda bawaqoofi ka muzahira kranay key koshish kartay hain :aj: :frusty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha wo kese :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yaani ittni bawaqoofian key mujhay bhi ghussa aa gia :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kia wo sab u ke bisc b kha gae :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

naheen ittni himat kissi mein naheen hay :hbk:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

honge hi nai :crying: