Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sundi khanay say :cb:

Ittni bari jo hay :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi thakkarr jox wale thkkarr insaan nai :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein samji soondi jitni hain :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yah pyaar kar rahi hain :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

m quitting…nafarmano kitni speedain hain :sannan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mera bacha to pooray dinon ka hai…main awain masoom samajh rhi thi :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

maar to pata nai kaesi hogi :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ittni ghalat fahmina paa lee theen :omg:

Siwai mairay sub kay sub masoom naheen hain :omg:

yah to bus maar khanay walay ko andaza ho ga :cobra:

aik she’r yaad aa gia :@:
abhi nah jao choor kar kah dil abhi bhara naheen
abhi naheen abhi naheen kah dil yah kahta hay kabhi naheen :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

O jane wale ja ja re ja shazia baji ab jaaein :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:chai:
gussa ane ka time e nai mila abi tak :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

o janay wallay ray :cryb:
zara ruk aur paisay to daita ja :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

qulfiyon ke ? :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

naheen sundeon ko fry karwanay kay liye :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

leg pieces lae nahi :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

sundiyoon ko khacha kahne main zaida sawaad ata hay :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

balke taza taza sundiyoon mai zaida protein hote hain :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein to wings khaoon ga aur tumharay liye leg piece lay aaon ga aur pota kaleeji IS kay liye :omg:

aap to nigal jatay hain magar mach kay tarah :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mere liye cream wale bisc b lana na bhoolna :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

zahir hay jo cheaz nigalne wali ho use nigalna e chiaye na
ab main sundi ko pi tu nai sakta hay :@: