Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

on my friend .. :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi to utha hun

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi tak no gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aanaa chaahiye thaa na knor...chaleN mujh pe utaar leN...maiN volunteer kartaa huN Khud ko :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no thanks

mein upnay targets khud select kerti houn :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Ghussa kay sath dushmani ho gai hay apun key aaj kal :smokin2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oh achchhaa to u r more like a Drone! hehe

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yea i know you have license to Kill :2guns:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

proff pr ghusa ayinggggggggg :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

itne purane dost ko chorr dia chachu :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Chora naheen :fatee:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha toh phir kiraye pe flat le k alehda ker dia ho ga…arzi tor pe :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein nay uss say dushmani kar li hay :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

dushmani to ker li per munh abhi b uskey wala hai :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

But i love my ghussa leekan uss nay yah she’r sunaya tha mujhay :emmy:
Zamana Doost hay kiss kiss ko yaad rakho gaiy
Khuda Karay Tumhain Mujh say Dushmani ho jaiy :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nice sher per jan dyo ustaad g kabhi nhi ho gi dushmani ap se…baqol ap k meri dictionary teeram teer ho gai hai to words k meanings ap ka salaa bataye ga :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum say naheen ghussay say dushmani key baat kar raha hoon :hehe:
acha urud Lughat :omg: waisay kamal ho gia …tum Sunday ko Anarkali kay bahir chakr laganay wahan say intihaai sastay damoon par mill jai gi Urdu Lughat :cobra:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nhi tthandd bohat hai garmion mai he lun gi…utni der ap jo hain :hinna:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:aj: tum ja kar lughat lay aao bus :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

barish mai nahana tha likin…:mad3: