Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

My frnd signed out without even telling me.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no ghussa :balley:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:frusty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Aeing kisi bt per :o

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

No Ghussa :sunnyboy: Bcoz today Pakistan Rock :hbk:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ubhi tuk no gussa .. :woho:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

is there anything greater than gussa

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abi abi i ordered online some thing else ,and what i recive ? nonse.......

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

baarish pay :mad2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa aur apun ka kia kaam :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Allhamdolillah nhi aya :)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sahi kaha ghusse ko or b bohat se kaam hain :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

khud pr ghusa aying :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

jisay ussay tum par aanna hota hay :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bohat zabardast bat ki…majal hai jo aik lafz b samajh a gaya ho :bummer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

log help karnay ki bijaye ulta trouble kyun create kartay hain :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ab kya huaaaaa

mujhy Abc pay ghusa aying… :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

my poor sis…

mujhay flu par gussa a raha hay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

cousin par ghussa aya tha aaj

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

maiN ne shaayad koi ek hazaar ek baar bataayaa hogaa k mujhe to Ghussa aataa hii nahiiN lol...so ab ek hazaar do baar kah diyaa :)