Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Korni koi aur churra ka lay gia tha :cryb: believe me :cryb:
mein nay apnay hissay key kha li thi aur tumhray hissay key bhi :bummer: bhook lagi thi
leekan do ice cream bach gai thi lagta hay mairay kissi dushman nay choori key hay :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korni baji jaldi kha lain is se pehle ke kisi ki nazar lag jaye…:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korni yah logoon ka ittna chota bannay ka shouq keon hota hay :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

korni baji log pata nahi kaisay interfere kartay hain......

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korni yah larkiaan mujhay say free keon hoti hain :barbie: halankah mein unn ko bilkul bhi lift naheen karwata hoon :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korni baji itna ignore karnay ke bawajood pata nahi log kiyun peechey paray hotay hain…:hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korn yah khush fehmina logoon ko keon ho jati hain :faizy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Please mujh say koi bhi directly or indirectly baat nah karay :barbie: I don’t like argument :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korni baji log agar sun nahi saktay to pata nahi shiru kiyun kartay hain…:rotato:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no gussa.............:)

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

I hate girls with mustaches :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Sannan

koi patay ki baat kero..... guftagu ka tawazun change na kero

Tum donoun mujhay mukhatib ker kay kyun indirectly ye sab keh rahay ho

chal koi nahi..... larai nai kertay

achay bachay lartay nahi haen

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

should i start it again :@:
anyway i’m nice kid :lb:
no ghussa :wink:
can i say a joke ?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

koi zaroorat nahi hai start kernay ki aur jokes plz jokes section mein ja ker sunaey jaen yahan nahi

waisay sannan tum life mein survival kay liye kertay kya ho :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

khana kahta hai .. oh bichara b …ewwwwwwwwww

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein pakaroon key raihri lagata hoon :smiley:
aur meri assistant kal mairay sath idhar aai hoi thi :wink:
tumhain abhi tuk mairay baray mein naheen pata tha :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

naan pakooray … mjhe bhook lag rhi hai .. :cryb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

nahi yaar :konfused:

kaafi maslay masail chal rahay tha na is liye

khaer koi masla nahi ab pata chal gaya hai

assistant ka kya kaam hai, notes layti hai wo :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sarmad tum ko her waqt bhook he lagi rehti hai :smilestar: