Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bachoon ko paraishaan mat karo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bachoon ko paraishaan mat karo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kuin jee?? :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bachay bachay hotay hain :@:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
or ganday bache ??
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no gussa…:rotato:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
gussa aya hua hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
thanda pani pi len ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
or ganday bache ??
Ganday hoon ya achay, Bachay bachay hotay hain :LB:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
korni baji phr se maid bhaag gaye…?![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi maid nahi bhaagi… bachoun nay toofan e batameezi uthaya hua hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein
lay kar aaon
jaldi say paisay dain, mein aabhi kay abhi gia aur aaya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
shaitan bache ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sannan koi faida nahi ice cream ka bhi
wo meri betiyaan kha laen gi
aur gussa waheen ka waheen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Korn tum ziyada paisay do mein ziyaaaaada sarri lay kar aaon ga ![]()
apnay hissay key waheen par kha kar aa jaoon ga
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye theek hai ye lo sannan
ab koi cheez dayna wala emotion hai kya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sarri key sarri phool aur thapar dainay walli smily hain ![]()
tum western union kay zariye send kar do
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haan ye theek hai
sannan tum ko paisay bhaijay aur tum paisay bhi aur ice creams bhi saari kha gaey
bad bad sannan ![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ye lain korni baji…![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
awwwwwwwwwww
thankuuuuuuuuuu waisi bhi abhi meray bachay so rahay haen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
…then enjoy…![]()