Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no we are admiring her ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
no we are admiring her ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
good but make sure u admire in detail !!!!!!!
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Bht ghussa aaya ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
mein nay tou idhar kissi bhi larki say baat nahen key hay ![]()
phir ghussa keon aaya channu ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Kyun ki maine harkat hi aisi ki hai ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Sab ke samnay na btana ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Mazzaq urana band karo ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
salan mein namak key jagah cheeni to nahen daal di hamaisha keytarah ![]()
waleed nay kabhi Kite nahen urrai hay yah baychara mazaq kahan say urray ga ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
To phr kya Urao ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Nhi lampadaire mere sar mein aa ke gira ![]()
Kites uraye na uraye mazzaq bht urata hai ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kabootar ![]()
lampadaire yah kia cheez hay :konfsued:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
what about Kabootari ![]()
Lamp yaar ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Bara wala Lamp ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Woh kabootri to tumhary haath say nikkkal gai hay ![]()
Mujhay pata tha lamp hay mein zara channu kay munh say sunnna chahta tha :jano:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Lamp bach gia hay :aq: Oooops I mean Channu tumhain chot to naheenn aai :jano:
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Itna qaafi nhi tha k bata diya ![]()
**
** Lagi hai
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Haan woh gussa kr gyi thi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
chout kis ko lagi lamp ko :aq: ooops i mean ziyda sakhat choot to nahen lagi hay
Ok Channu I’ve to now ![]()
waleed try again to catch your kabootri ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**
Mujeh hi lagi hai ![]()
Haan Theek hai Allah Hafizzz+++ ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Haan ok will try ![]()
Allah Hafiz