Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Tumharay uncle :eek:
DM Sahib kia haal hain lain aik kush kay lain :cobra:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Main hukka nahi peeta :snooty: m decent :stuck_out_tongue:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tou kia sirf khatay ho :khumar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yeshhhh pop corn khilao na :yummy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^ DM yah chipus hain :khumar:

^ VG :emmy: zara tareeqay say chatoo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:naak: meri marzi mein jaise b khaun :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Aik to bhali ka zamana he naheen hay :nahi:

**Germany kal ka haara hua hai ab to 1 hafte tak ghussa rahega.

Aur upper se yeh kambakkht nightmares :sick:**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Germanay ka ghum kis kis ko lay baithay ga :hmmm:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Sanny: to kya howa pop corn samjh ke kha lainge :wink:

0092: thandi hjao ab yeh lo :chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

well mera gussa kum ho gaya hai per hatum nahi hua

Thandi :eek: woh to insaan mar kar ho sakta hay :sadaf:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

korny: thanda pani shani piyo oye lassi lao :p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sanny maine thanda hone ka kaha hai ab yeh koi sa b tareqa use karen :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

**^Oye ! Mujeh maarne ki planning ho rahi hai ???

Damagh thanda ho gya hai lekin time lagey ka. akhir itni bari haar hai.
**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^^ kitne paise lagaye the tumne :p

:lifey:

Naheen mashwara day rahain hain hum :cobra:

Akhar kar de na baat Juwareon walli :wink:
phir kahtay ho tumhain keon kaha tha :cb:
hum to banday ko daikhtay he janch laita hain bhai :smokin2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**:snooty: Apne Mashware apne paas rkho **