Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

sanny : yahan nahi ata bijli free hai :yahoo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Phir canteen ka bill :5:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

yahan canteen nahi hoti ;) bolo bolo aur bolo :p

acha woh keon :konfused: mein dinner par aa naheen saka tha iss liye :wink:

Acha he karetay hain nah rahi gi bijli nah aai ga bill …

waisay bill to mujhay bhi idhar koi naheen aata sirf phone ka aata hay aur woh company pay karti hay ..
Tum to card dalwatay hogay cell phone mein :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^^ nahi mera cell chota sa hai :bummer: sirf number hi atay hain card nahi jata :frowning:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

me ko bahut gussa aying abhi

yah kounsa cell hay :konfused: jiss mein number aatay hain ..
waisay iss dafa kounsa prize bond nikalay ga zara number tou batana :wink:

PM ya warning to naheen aa gai :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Sanny: maiko jantari samjha hai kya :bailan:

VG: jaldi karo gussa come on …

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

DM Jantari naheen Juwari :smokin2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

lol sannan … abhi tak to nahi mila koi pm n warning :meeno:

DM: me ko sannu pe ghussa aaying

haan is liyeeeeee aap kyu nahi aayeee :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Sanny: inna wada wada decent likha howa nazer nai ayeng :grumpy:

VG: paker k do lagao :stuck_out_tongue:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

DM: tum ko na laga doon :emmy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^^ vg haan mjhe na lagana plz ;)

Mujh haqeer-pur-tafseer par keon ghussa aaya :bummer:

tou aaj shaam ko farigh ho tum ?

Udhar bhi PCO likha hota hay bahir aur undar games :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

DM: roz to maar khate ho :cb:

bilkul iss ko laga doo aur meri taraf say bhi :wink: buhat shirarati hay yah Munda

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yeh bacha nahi hai :smack: he is my uncle

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:bummer: sab ko meri decency per shak hai :bummer: