Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*Nhi tum over-confident ho rahe ho !
*
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*Nhi tum over-confident ho rahe ho !
*
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
jab subah uthna para :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me to roz subha hi uthti hoon … tumhari subha kya dopahar ko hoti hai??? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
^Same here :)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
m suba bht jaldi uthta hon sirf 1 bejy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
main to 6-7 baje uth jaati hoon !
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
wowwwwwwwww sidra g bht mehnti lagti hain ap meri taraha
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Main subha ki baat kar rahi hoon !
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mee to m b suba ki bat kr raha ho
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Mujhe laga dopeher 1 baje uth te ho ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sai kaha hy sidra
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
haso mat beemaar ho jao gi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**hans nhi rhi
behoosh ho gaye hoon !
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
chalo ho jao wsy muje dekh kr sab larkiya ho jati hain
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Tumhe dekh kar nhi
Tumhari harkaton pe !
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
itna acha ho m wowwwwwwwwwwwwwwwwwwww
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
LP par
jub uss nay phir rules break kartay hoye advance congrats ko thread open kar dia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
aj kisi baat per gussa nahi aya
abhi tak to nahi aya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
buhat ghussa aa raha hay