Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ufff vg tumhari mat mari gai hy mai pc k samny hun wasy b mai room ma aina nahi rakhta
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ufff vg tumhari mat mari gai hy mai pc k samny hun wasy b mai room ma aina nahi rakhta
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*Abhi tak to ghussa nhi aaya lekin shayad aaj Shoaib Akhtar pe aayega :p
*
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujy tu ye cricket pasand he nahi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe khelna pasand hai but dekhna nahi
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*Mujeh to bht pasand hai !!!!!!
*
**
mujhe khelna pasand hai but dekhna nahi
Mujeh dono :@:
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujy dono he pasand nahi mujy tu bedminton pasand hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe basket ball pasand hai :)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*Mujeh Cricket, Badminton, footbal, tennis, volley-ball, ping-pong aur Baseball pasand hai :@: (khelna)
*
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
bas kuch aur b soch loo
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
mujhe cricket khelna to bahut pasand hai but khelne nahi ata :( pehli ball mei hi out ho jati hoon
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*^Lolz :D Main sikha doon ?
*
*^Lolz :D Main sikha doon ? *
pehlay mou dona tu seekh loo a gai cricket sikhany
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
han sid seekha do na i just love cricket :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
**@LeO apna muun dekha hai ??
@Virgo OK yaar no probzzzzz seekh jao gi :D**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
dakha hy tumhari tarah sary howy aalo jesa nahi hy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kya tumhari shakal es cartoon jesi hy?
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**Nhi tum se to bht bht bht achi hai ![]()
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
loo j isay b khushfehmi ho gai hy