Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

han mar lo apnay sar pay

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

tumhare sur peh maroon gi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

abhi tak to nahi gussa aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi tak nhi aya… is ka matlab hai gussa any wala hai:cb:
zara bach k korn666 se:p

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:meeno:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

lagta hai abhi tak gussa nhi aya aap ko shukar hai…:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mujay abhi gussa nhi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aao sara jhgra karty hai main tery muon py tapar marti hon tumy kud hi gussa aa jay ga:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smilestar: gussa aya k nhi DK

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

thapar kyon mara :naraz:
really me ko gussa aaing

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tm ne kaha tha :cb: :hugz: chalo ab khush ho jao

me ko still no gussa aaing

:music:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

korn DK:kp:

main to hamesha hi kush rehti hon:chupki:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

good girl

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye to mujhy pta hai:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

jhoot bolay kawwa katy :cb:

mujhy pta hai tum sach hi bolti ho:cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awwwwwww

thanks sara

:sara:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

haye haye Dk KORN…maza aa gya
baqi log kahan hein :hmmm: