Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

oye huay

juice peeyo

thanda pani peeyo sweetie

:sara:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mujhe b gussa aa raha hai .. pata nahi kaun kab se miss calls de k sir mein dard kar raha hai :mad2: mene cell hi off kar diya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

hawwww
kis ki itni himat meri didi ko tang kare:ASA:
zara us ka naam btao

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

naam pata hota to VG ph na utha layti

:wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

mo no gussa kurning

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Mera Gussa tal gaya muje duty se shaam tak maafee hain…

Chief ne kehdeeya mein araam karoo… doctors ne bee meree mwaynee ke baad araam ka hokum deeya.

Aab sara din GS kily free hoon :champ:

Waah yeh hoy na baat easy street walee :shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

me ko bht gussa aya tha per nikal diya

abhi m in good mood

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wah g wah Faris Bhai :aejaz:

Phataan keon kia howa aur kis par nikaal dia :aq:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Sannan dosta :aejaz::aejaz: :aejaz:

:shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aik song yaad aa gia …
Ghussa Choor dil nah toor
bigar nah to ghari ghari :shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^ Balle balle kya shayree hain :yahoo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

yah peotry naheen song hay :smiley: check songs thread :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

muje b gusa a raha hy koi muje joss pila dy bht gusa a raha hy

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

juice peene ka bahana

ajj me ko gussa naye ayya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

a b kasy sakta hy mind ho tu ay na

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:smilestar: … me ka mind hai

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

apnay ap ko q mar rai ho lol muje pata chal gaya hy

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

tumhe maar raye hoon

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

m ny helmat penhana hy apnay hath bacha k

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

dunda marron gi :ASA: