Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

:stuck_out_tongue:
mein nay ghussa karna he chore dia hay :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bas aisehi aaj ghussa aaya :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

koi faida nahee ghussay ka :no:
tum bhi meri tarah ghussa nah kia karo khush raho gi :cheer:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mainay parosi ke bachay ko danta to kuch nahee hua, but jab uss ke kuttay ko danta to ussay bohot gussa aaya :no:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

^:omg: :omg: hahahahahhaaa…

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

hahahahah :konfused: larkian to he hehehe kar kay hansti hain

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Shut up…main jub hansthi hoon tho dil khol ke hansthi hoon :barbie:

to kuttay ne kia kiya gussay mein??? bhonka ya kaata???

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

^Kuttay walay ko gussa aaya..

Dil khoul kay :knofused: yah tou open heart surgery case hay :eek:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

in ka matbal yeh ke yeh jab hasti hain to mu khol ke hasti hain…:konfused:
aor ird gird walon ko bhagadayti hain :snooty:

:cb:

:smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

maar pari nightwalk ko :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

aj mujhe kisi b baat pe gussa nahi aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wah g wah yah to buhat achi baat hay :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

meri ice cream le li u ne :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

me ko ubhi tuk tou naye aayya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kitnay hath chaltay hyn yar VG tmharay…

mjhay gussa ni aya aj :balley: coz aj salery day tha…:chai:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Rabzz :hugz: