tum to bachi khuchi ho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sannan
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aj b mai ne gussa ni kra…
mein bhi kabhi ghussa naheen karta ![]()
sirf ghussa dilwata ho jaisay kah PK ko ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
or agr usny apko gussa dilwa dia to…???
yah namumkin hay
yah aur iss kay friends
&
tou maira naam sun kar he bhaag jatay hain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haha ku ap koi bhoooot ho kia drowny waly..??
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
main kahan bhaghi aur kub bhagi tumhara naam sun k bhooton k sardar
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
oh to PK bhooto say ni darti ha
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi main nhi drti kisi nhi bhooot se
mein to chota sa masoom sa bach hoon ![]()
Bus yah dewwani maira peecha naheen chorti hay :jano:
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
sannan
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
haha had ha sannan…
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me ko ajj gussa naye aayya
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
abhi ane wala hai bus ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
tumhe kaise putta…future teller ho
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
lolzzz ane wala hai dekhna tm bus ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
dekh ruhi hoon
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mjhe dekh rhi ho tum ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
hahaha…u wish