Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hehehe.......tabhi rabzi hameesha missin karti rehti hy or sara ko mum ghar ki safai :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hehehe.......tabhi rabzi hameesha missin karti rehti hy or sara ko mum ghar ki safai :D
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bilkul g
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sannan bhai aap ko pata hay… sara ne kaha ke meri light bhi jati hay ![]()
oye nahen yaar
… uss ka fuse Urrnay ka tou mujhay bhi pata hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
or jab mein ne kaha ke tumhari bhi light jaty haan to boli haan yaar mere ghir ki jati hy ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
TumhaiN kahan chahiye tha tumhari bhi Batti Gul hoti hay ;)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
batti gul
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Woh tou baychari key aksar he rahti hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
yaan yaar SJ ko badaam shadaam ki ashd zaroorat hay pata nahi kiya kiya likhti rehti hay
huuuh badaam aur iss ko ![]()
iss ko Aalo Bukharay aur Khurmaani key badaam he khilanay chaiye ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi yaar tarbooz ke bheej cheel kr khay phir faida hoga ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kharbozay kay keoN naheen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
woh us ko nazar nahi aty isliyeh ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Tou paithay aur Halwa Kadu k beej theek rahaiN gaiy
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nahi yaar is ko karryly ke beej theek rahain gain ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
woh to uss key saheeli
ko bhi khilla daina :ftee:
leekan lagta hay woh pahlay he karailay key beej chabati rahti hay
har waqar sarri bussi rahti hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
us ki saheli koun hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
you ko naheen pata … waleed say pooch laina ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
acha theek hay :)
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yah waleed aaya keoN naheen abhi tuk ![]()