Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awain he :cb:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

pata nahee he might had spicy lunch today so trying to cool his butt now :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Aj kisi baat pe gussa nahi aya :whistling:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

BM! lol :omg:

SD! ach baat hay :slight_smile:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me ko aj bm aur waleed pe aya
per main pee gayi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me ko ajj koi gussa nai aya wooooooooooooohoooooooooo

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

me ne kal college jana he me ko ye soch ker hi rona aying :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ayga bhi nahi Rabzi… sari sabz jo sale hogain hena :smiley:

why PK?

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

they both pulled my leg

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

lloll…i love college

nunununu…bethal bazaar

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

i love too but aj sara din koi class nhi hui…itni garmi or toba toba…kl fee submit honi he jana b paray ga but sara din farig…
wesay jis din class na ho maza us din ata he…lolz
but garmi :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

SJ tum ko buhat shouq hay apni class lagwany ka :smiley: or koi kaam nahi hay kiya

nununununu rabzi sabzi

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

meri class nhi lgti u ki tarah:smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

khud to keh rahi ho meri claas thi :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ye to nhi kaha mainy:naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

i love college where i have a class or not…:slight_smile:

bethl bazaar

Ronna to aai ga keonkah saray class rooms key safai jo karni parti hay :cb:

Its Sabzi yaar :smack2:

:eek: tumhari legs abhi tuk salamat haiN

Canteen ka thaika laina ka yahi faida hota hay :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha rabzi college mein sabzion ki canteen chalati hay :cb:

Or sara classroom ki safai karti hay… tabhi bar bar keh rahi thi k meri claas lagny waly hy

:cb:

Tou aur kia rabZZZ ko Sabzi walli kay naam say jana jata hay aur iss Safai walli key tou buhat class hoti hay keoNkah yah kaam chor hay :aj: poocha saheeh naheen lagati hay :smilestar: