Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
… me ko parathay banane waali chahiyee … buss bohot hogaya
lool… hhaha
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
… me ko parathay banane waali chahiyee … buss bohot hogaya
lool… hhaha
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
me iz gud
kya ho raha hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
@NW
walli key bajay walla challay ga
maira khansamaan buhat achay parathay banata hay ![]()
Hum football khail rahay haiN ![]()
Zahir hay batain kar rahay haiN
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
nununununu
me ko darr laging… me ko khansamaan waale nahy khaane… me ko meri parathay pakaane waali chahiye ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
hehe
tou seedhi tarah kaho Ghar walli chahiye …
phans jao gaiy bachooooooou g parathooN kay chakar mein puri make up kit and bazaar kay chakr
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sannan u ko bara pata hai:faizy:
aap keoN izhar-e-musarat farma rahi haiN ![]()
Hamary 1025 freidns key shadi khana barbadi ho chuki hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
me ko laga u ki bhi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
LOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOOL :D ... theek hai theek hai.. me nahy karta shaadi... yeh larkiyan nahy sahy...
U ko javed bhai nay bataya ho ga
yah javed bhai bhi ![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
heeheeheeheeheehee
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
sannan javed bhai u k rishte daar hain kiya?
sannan javed bhai u k rishte daar hain kiya?
OMG looooooooooooooooooooooooooool !! sannan... oMG.. hass hass ke pagal horaha hoon mein yaar... kuch karoo loool
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
kiya howaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
main ne socha zulfon wali sannan baji k risht e daar hon ge moonchon wale javed bhai
Wohi zabardasti kabhi hamari Salli, kabhi Bivi key Saheeli aur Kabhi hum ko uncle bulatay haiN ![]()
Hum ko to sirf unn ka naam he maloom hay
Bhai Hosla kar yaar hosla
… tum hans rahay ho aur meri puri aanay walli zindagi khatray mein par gai hay
agar hamari walida muhtarma tuk yah jhooti khabar phunch gai to woh apnay paposh mubarak say hamari woh mizaj pursi karaiN gi kah hum ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
me out of words