Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Microsoft per ghusa aya. No live stream from gamescom
Ab Autocorrect per ghusa aya.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Microsoft per ghusa aya. No live stream from gamescom
Ab Autocorrect per ghusa aya.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
nahi ayaa :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
As usually No Ghussaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kuch to garbar hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Baba Ji ALLAH PAAK ka Khaas karam hai ALHAMDULILLAH ![]()
and secondly Apun zara chill type hai naa ![]()
aapko ghussa aata hai ?? ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Bujho ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ hmmm lagta hai kabhi kabhi aata hoga and wo bhi bohot ziada ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Bilkul Sahi ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ Ghussa haram hota hai ![]()
wese kehte hein ke “Ghussa darasal kisi aur ki ghalati ki saza apne aapko dena hai” ![]()
So relax raha karein ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Thanks for the advice. Inshallah ghusa zaroor control karun ga.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
nice to know Bhaiya ![]()
wese iska aik behtareen hal hai.. roz Quran ki translation parha karein… ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Inshalllah ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
^ ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Itna gussa araha hai ke bhonk lagna shuru hu gayi
sara samaan dobara pack kerna per raha hai khul ke
20 kg ka ek box ka weight huna chahiye tha or pata nahi thaaa ![]()
![]()
![]()
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ohhhhh ![]()
aray to itni si baat pe itna hangama… calm down baadshao, pani piyein and aap rest ker lein ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Bhiaya mere pass mou dhoney ka bhi time nahi hai pagal bani ghoom rahi hun baal bihkrey huye ujraa chamman
app keh rahey hain rest kerlein ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
acha acha yani ke aap normal halat me hein ![]()
j/k ![]()
20-25 mins se kuch nahi hone wala ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
sahi pechanaaaa
Ufhh allah
mae jinni bani ghoom rahi hun ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Hakuna knows what’s up.