Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:omg:

:mash: kia Phalsafhyana guftagu ho rahi hay :cobra:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa even newspaper parh k b nai aya :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap k siwa kesi ko ghussa nai ata :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha jee :sannan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

bht gussa a raha hy :aj:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ji haaan ji :chupki:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ghussa sehat k laiye acha nai hota :sadiyah:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha woh keon :shireen:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

no ghussa :phati:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap mairay shareefana thread main comments tou karain :sannan: warnah mujhay ghussa aa jai ga :naraz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap ko jis din ghussa na aiye us din mujhe hairangi hoti hay ar lagta hay k aap naraz hain :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

maira ghussa bhaap ban kar urra daita hay … mujh ko :omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

wp ghusaa nai cigi hota hay :snooty:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha …main samjha hathi hota hay :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ab main aap ko hathi tu nai keh sakta na :stuck_out_tongue:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mairay aik dost ko hum pyaar say hathi kahtay hain halankah woh motta bhi naheen hay aur naak bhi uss key theek hay :konfused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aap mote hian ya aap ki naaak . . . :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

ppl cal me smarty :blush:

no ghussa today filhaal :shoaby:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aaj main ne kisi ko ghussa dilaya :blush:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa