Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apnay boss par :aj: :frusty: nikamay logoon ko lay kar project par challa gia aur kaam idhar mujhay bhaij raha hay :aj: main nay bhi khoob khoob sunai hain :aj: :mad3: But now every one knows that Sannan do some work :barbie:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

FINALLY, YOU ARE ALSO WORKING!!! :zobo:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

in whole organization there is not substitute of me :aj: :mad3: but at the time of appraisal ullu says "Sannan bhi to hamaray walla kaam karta hay " :aj: aab kar kay dikhain mairay jaisa kaam :mad3: :2guns:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Makhiyaan maarna?
Hamaray office main tou makhiyaan he nae hotin :K337:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

keonkah tum loog khud makhiyaan kha jatay ho :yummy:
:bizz:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Chatkhaaray tou tum lay rahay ho :ast:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Chutkharay par mujhay aik joke yaad aa gia :omg: :rotfl: Sunaoon kia :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:ast: rehnay do

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

acha :bummer: Ghareeb ko joke koi keon sunnay ga :teary2:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kiyoon bataoun :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awien awien e bata do :crying:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

No ghussa :@:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:aj: :frusty: :mad3:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

aina ghussa lagta hay kaam zaida mil gaya hay :@: wese kabi kabi bande ko kaam b kar laina chiye GS k elawa :stuck_out_tongue: :sannan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mairay siwa kissi ko kaam aata he naheen hay :sannan:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Pehlay aata thaa haale dil per ghussa ab kisi baat per nahin aata :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Haale Dil Pe Nhe Ata Haal e Kismat Pe Ata hoga :(

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Aaj gussa nahi ata kal ka pata nahi :confused:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Qismat tou Allah ka shukar hai buhat achchi hai ..per seriously Haal-e-Dil per he aata thaa ..ab issko sabr ki talqeen kerti rehti hoon

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

kisi ka kisi ki typing ka andaaz chori krny per bht gussa a raha hy :aj: