Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**ho bhi sakta tha :stuck_out_tongue:

agr ho jata to :hayaa:**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Waisay kal tum waqai ghussa kar gai thi aur dar bhi :omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

orr tome es baat pe hanse aa rahi he :emmy: :smilestar:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

**gussa pehly to nahi aya lekin jub us ny wo dead wali baat ki

tub damagh ghooma tha

dari bhi usi baat ko ly ker thi**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein aaj kal sirf enjoy karta hoon :wink: sub key batoon ko :smiley:

Apun idhar kissi baat ko serious naheen laita :sunnyboy:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**serious yaar

mera to bura hal ho gya tha us waqt but baad main sub theek ho gya**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

:hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

jee khol k hans lo :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tou aur kia kal tumhari halat thi daikhnay wali :omg: :rotfl:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

**
abhi bar bar yaad matt dilao na**

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

mein tumhain ghussa dilwanay key koshish kar raha hoon :wink:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

bijli walo par gussa aya

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

per nahi aye ga gussa :wub:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

office boys pe sunntay hi nai hain kuch

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Kass k chapair marni thee aap nay :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

apne aik friend pe:kursi:
jo PARIS se LONDON garee PE JA RAHA hi frinds k bina:hehe:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

tum us ki gari chori kar laina, na rahay ga bans na bajay ki bansri.

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

abhi mujy theory clear kerney do ,aik mahena wait:omg:

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

no ghussa as usual .. :D

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Aik maheena to bohat ziada hay? agar woh eik month tak london say paris aor phir agay naak ki seedh mein gari chalata raha to Somalia pohanch chuka ho ga aor phir us ki gari tum nahi waha k Pirates chura lay gay :smiley: