Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Ask Mirch Uncle to impart some of his knowledge ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Ask Mirch Uncle to impart some of his knowledge ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Woh ittna knowledge to share kar rahay hain aur kia karain ![]()
tum nay inn key teesray thread mein entry naheen di hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Meray say 2 ki popularity tou hazm ho jaye pehlay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
lagta hay teesray mein mairay cool comments parh kar he impress ho gai ho
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
No ghussa
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Achi baat hay keonkah Kamzoor ka ghussa unn kay liye nuqsaan dah hota hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no gusssa till now
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Ghussay wallay din ziyada achay naheen thay kia ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
achay thay
kasm say yaar kya din thay wo bhi
khaer gussa walay din dobara phir aa saktay haen ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
*no gussa *
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
aaho ![]()
haan loog aa rahay hay new burqa pahan kar ![]()
kal walla ghussa uttar gia kia
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
wo to kal hi utter gya tha :p
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Challo acha howa waisay maza aaya tha kaafi din baa’d ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**tumhain to bht maza aya ho ga na
aur meri watt lag gayi
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no gussa yet
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
kabhi kabhar watt lagni chahiye ![]()
acha yah lo ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**kabhi kabhar thori bht lagy to khair hy
achank itni lag jaye to heart fail to ho ga hi na
thnkoo
**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
I know leekan thrill life mein acha hay ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
**![]()
wo thrill tha ![]()
agr me ka heart fail ho jata to**
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
naheen hona tha i know ![]()