Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

awwww :cb:

ALLAH reham kare… kesi baatein ker rahi hein :hmmm:

actually gussa meri personality ko suit hi nahi kerta :slight_smile:

and insan pe gussa kerna bewkoofi hai… ye sab shaitaan ka bharkawa hai…