Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
are nahiiN bhai, aisii koii baat nahiiN hai…dar asl aajkal ham apnii bhateejii kii new born betii ke saath bahot busy haiN…roz long drive hii ho jaatii hai…us ‘bundle of joy’ ko dekhe binaa aur use khelaaye binaa chai’n nahiiN aataa…maiN naanaa ban gayaa lol