Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ittni ghalat fahmina paa lee theen ![]()
Siwai mairay sub kay sub masoom naheen hain ![]()
yah to bus maar khanay walay ko andaza ho ga :cobra:
aik she’r yaad aa gia ![]()
abhi nah jao choor kar kah dil abhi bhara naheen
abhi naheen abhi naheen kah dil yah kahta hay kabhi naheen ![]()