Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????

Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???

Kaash agar mein wahan hota… Aap jis ko jis se dushmanee the… uskey hadeeyon ke chai banadeta :chai:

Haan haan Office walle log be ik dusray se kafee kumsaan karthe hain.