Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
abhi to no ghussa
chalo phr kabi sai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
abhi to no ghussa
chalo phr kabi sai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
no ghussa abhi tak
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Mujhay buhat ghussa aaya jub sara din GS par koi naheen aaya ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Arey aab hum hain tho kya ghum hain bhai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
ghusa kia cheez hay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
yea my Bhai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
office k kuch logoun per bht gussa aya hai
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
a v koi ghusay wali gal c korn g
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
Kaash agar mein wahan hota… Aap jis ko jis se dushmanee the… uskey hadeeyon ke chai banadeta ![]()
Haan haan Office walle log be ik dusray se kafee kumsaan karthe hain.
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
.
han ye tu roz ka kaam hay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bus HL aa he jata hai gussa office k logoun per
jub ap itnay saal kaam kero aur 6 mahinay kaam kiye huway logoun ko increment aur promotion mil jaey
bht dukh hota hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
Gussa On My Doctor N Nurse !!!
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
ohhhhhh wo koi un ka apnay bandy hon gay ya un k chamchay hon gay
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
bilkul sahi fermaya unkay chamchay he haen ![]()
bicharay hum log ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
lol jis kaam main koi future na nazar aye wo chor dena chahiye pachtanay ka faida nahi time zaya nahi karna
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
koshish mein lagi houn
agay Allah behter keray ga :(
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ??????
zaror g inshALLAH amal ka daro madaar neeyato par hay baki ALLAH ALLAH tay khair sala
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
meri beti suba 7 bajay ki uthi hui hai ![]()
Re: Aaj Kiss Baat Par Gussa Aaya ???
let me taken out my ghussa on one of them ![]()