Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
Wah. :k:
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
Wah. :k:
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
boht khoob
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
shukriya ![]()
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
khali shukria se kaam nahin chaly ga,aur achi achi poetry share karein
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
OMG!!!
Muqwee, aapko “soHbat” kaa matlab pataa hai na?
![]()
Ji oon ko pata hai, aur aap bhi apni khwahishaat ko qaboo main rakhkhain aur aaj ki suhbat ko akhri sanjhain
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
yaar salamat, suhbat baqi
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
kal kion nahi hoga ZIAA
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
her daur ke zia ko CIA se khatra hai
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
abhii abhii yeh she’r fil-badeeh huaa hai, mulaaHizah farmaaiye:**
yeh misl bhii sach hai k ho jaataa hai soHbat kaa asar aksar
yeh bhii kia sach hai k insaaN ke dar o deevaar badal jaate haiN?**
apne vaalid-e-marHoom o maGhfoor kaa ek she’r isii mauzoo’ par 'pesh karne kii jasaarat kartaa huN, mulaaHizah farmaaiye:
**
yehii suboot hai dunyaa ke shoGhl-e-be_jaa kaa
k muzmaHil hai tabii’at nashaat-e-kaar ke ba’d**
is it true in your opinion?
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
yahan b CIA aa gai
KKF@ ko bann karen ![]()
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
BAN na karvaayeN, plz…BAND bajvaa deN meraa…oops!..i meant BAND-BAAJAA…baaraat time, dosto aur dostaniyo! ![]()
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
uska dusra matlab yehi hy k
HALAAT KAFI KHARAB HEIN ENKA bastoband KIA JAI
bhabi ki minten ker hi len ![]()
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
ye agar kisi ko samajh aa gai to shayad ‘luchi lafangi poetry’ kehlae gi. bade ho kar aap bhi Wasi Shah banen ge ![]()
Re: Aaj ki suhbat ko aakhri samjho
lagtaa hai k wasi shah ka falsafa-e-zeest yeh thaa/hai *:
bad_naam hoNge to kia naam na hogaa? ![]()
naam to unhoN ne bohtaira kamaayaa hai! ![]()
apun kaa falsafa hai:
bad_naam karo aur bad_naam ho! :p*