Aaj ki shaam sad songs ke saath

I think it’s time for some new songs to be posted.
Anyone have any favourite sad songs they want to sing?

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

din Dhal jaaye, haaye!, raat na jaaye
tu to na aaye, terii yaad sataaye

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

aise kaam nahi chalega. You have to sing your dukh bhari dastaan.

hum intezaar kar rahe hain

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath


lo jii, kar lo gaal! :) aapne to gaayaa nahiiN aur mujhe Hukm de rahii haiN! :p pahle aap! :)

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

aap ki awaaz yahan masoor hai iss liye aap ko gana chaiye

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath


aap ek baar gayeNgii to aapko asl shohrat milegii... :) mujhe to "badnaam huye to naam huaa!" waali baat hai! :)

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath


you can sing muna badnaam hua in a sad voice. phir aap badnaam ho jayenge.

Hum yahan pehle nahi gayenge kyun ki hum naye hain yahan. Humein sharam aati hai. Pehle aap.

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

chaleN Theek hai...aap jeetiiN, maiN haaraa! :D magar, abhii aajkal hamaare yahaN mehmaan aaye huye haiN lihaaza unke jaane ke ba'd hii record kar sakuuNgaa do ek din meN iA. :)

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

shukriya. what sad song will you sing? Din dhal jaye...or kuch iss tara? ya kuch aur

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

dil Dhal jaaye, haaye! yaad na jaaye!!!

i LOVE this song. :(

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

acha poore josh se gaye . We will enjoy listening to your awaaz. such a sad movie :( Bechare Dev saab ke saath itni bewafai

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

the best sad song ever...
har dosti ka yehi anjam. chahein aaj ho ya kal..parson ho ya tarson...

Dushman na kary dost ne!!

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

[NOTE] Please avoid pasting Youtube Videos. This forum belongs to GS audio gallery. Be focused on attaching your Audio Clips than irrelevant Videos. Violation of rules can lead to infractions. [/NOTE]

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

sorry queen baji. hum se galti ho gayi. Agli baar sachi mein yeh kata nahi hogi.

ab sorry songs sing karna hoga

mujhe sorry songs sochna padega...only know 2 -3.

sorry sorry galti ho gayi mujh ko maaf karo..kuch doori thi ..kuch majboori thi..aap kud insaaf kar lena..

Re: Aaj ki shaam sad songs ke saath

Han ji aap song sing Karen