pktun
1
**Apni ankhon k sabhi ashk baha kr sona
Tum meri yaad ka hr deep bujha kr sona
Ek sitara bhi mere khiyal ka baqi na rahey
Chandni shabb k nishanaat mita kr sona
Darr lgta hai k ye neend kahin cheen na ley
Tera hr roz mere khawab mein aa kr sona
Baad mein log gira dein gey to koi baat nahi
Her taraf piyar ki dewaar uthaa kr sona
Subah hotey hi tere shehr se jana hai mujhe
Aaj ki raat zara mujh ko mana kr sona…!!**
Restored attachments:
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona…!!
Wah Wah Umdah :k:
pktun
3
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona…!!
thnx bro…
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona...!!
nice one
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona…!!
beautiful ghazal 
**Darr lgta hai k ye neend kahin cheen na ley
Tera hr roz mere khawab mein aa kr sona
**ye wala to khas tor par 
Sannan
6
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona…!!
aaj key raat mujhay mana kar sonna 
good
jiia
7
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona…!!
@Inno mujy to bohat hi MASKUK qisam ka laga

jiia
8
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona…!!
hmm ,
acha good ,kia samaj aya 
pktun
9
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona…!!
thnx all 
Re: Aaj Ki Raat Zara Mujh Ko Mana Kr Sona...!!
Subah hotey hi tere shehr se jana hai mujhe
Aaj ki raat zara mujh ko mana kr sona...!!
<!-- google_ad_section_end -->.
.
very good
.
.
Tabeer tau Kab Apnay Muqadar Mien hy Koi
Aoo Kay koi KHawaab Haseen OOrh kay sooien