Na saqqi kay hatoon main ab woh jaam raha
Na ttottay dilon ka may’khanay main ehteraam raha
Aaj ki raat bujhanay ko’ teri yaadon kay chiraagh
Na aandhi ka iss shehir main ab koi ehtemaam raha
Adab Arz
(Azad)

Bohat khoob.... thanks for sharing
:k:
Nawazish dilsay and WG
zabardast:k:
Re: Aaj ki raat bujhanay ko'
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Na saqqi kay hatoon main ab woh jaam raha
Na ttottay dilon ka may'khanay main ehteraam raha
Aaj ki raat bujhanay ko' teri yaadon kay chiraagh
Na aandhi ka iss shehir main ab koi ehtemaam raha
Adab Arz
(Azad)
[/QUOTE]
very nice aap ka apna sher hai :)
wow yeh aap ki hay:eek: :k:
Nawazish Galaxy
Zakhmi Umar .. aap ko pasand aya hay to aap lay lain.
Smilly ...... humain pata hay aaj kal karay ki bhi mil jati hay :D
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Nawazish Galaxy
Zakhmi Umar .. aap ko pasand aya hay to aap lay lain.
Smilly ...... humain pata hay aaj kal karay ki bhi mil jati hay :D
[/QUOTE]
lol thanks Azad sb. acha sher hai aap ka hai aap hi rakho mien jab apna likoon ga tu zroor post karoon ga , thanks for kindness. :)
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
lol thanks Azad sb. acha sher hai aap ka hai aap hi rakho mien jab apna likoon ga tu zroor post karoon ga , thanks for kindness. :)
[/QUOTE]
aray nahi jee ... yeh aap ki zara nawazi hay jo app esay shair keh rahay hain ... sughal maila hay :D
Humm!
nice one!
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Humm!
nice one!
[/QUOTE]
waqee??? abhi hum hayarat say marnay ko they phir socha pehlay poch lain ;)
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
aray nahi jee ... yeh aap ki zara nawazi hay jo app esay shair keh rahay hain ... sughal maila hay :D
[/QUOTE]
Aap ka Barakpan hai sir :)
bus tehk he hai:mocking::k: