*yeh bhi kya din hain
jab aankhain hansti hain
dil rota hai
ab main mohabbat ka agaaz karta hoon
kuch lafzon main tum ko kehta hoo
akela ho chuka hoon
mehobooba chor gayi hai
teri yaad saatati hai
teray sub khat ab par kar
teri yaad main dhoob jaata hoon
tumain chornay ko pachtata hoon
lab par ab tera naam laita hai
meray khyaalon ki tooheen ho tum
teri zulfon main chup janay ko dil chahta hai
na pooch tujh bin ab kaisay rehta hoon
teri yaad main dooba rehta hoon
tumaray liay hi ab zinda rehna chahta hoon
mujhay abk kisi baat ki zaroorat nahin
kisi bhi baat ki ab koee shikaayat nahin
khuda karay tum mil jaao yehi aarzoo hai*