Re: aaj ki dawat
Gehri neend hi hain na? Hamesha ki neend tou nahi? ![]()
![]()
:giray to hum jaa rahay hain yahan:shikra:
jee :aq: jaiye aap hamari lambi umer ke liye dua keejie Khuda say:snooty:
woh aapke liye nai tha:blush:
woh to hamesha karti hun ![]()
Agar aap ki aisi khuwahish hai to hum kaisay poora nahi karein ge?
hum bhi:shikra:
aaj hum aap ka kuch ziada dil nahi lubha gae?
Re: aaj ki dawat
aaalii ja matlab apka :aq:
abhi kaha lubhaya dil ko ![]()
Nahi badshah salamat, please ussey hamesha ki neend matt sulaaeye gaa
Abhi meri nayi nayi dost bani thee aur pakki dost ban-ney sey pahley hi agar woh kahin chali gayi tou mera kia hoga ![]()
matlab aap ke samnay hain malikah
DIL??
hamaray pas to nahi hai yeh:shikra:
aap ghabratay kyun hain
ap ko bhi unhein ke pas pohancha dein ge
Re: aaj ki dawat
Suchi? Hum dono ko aik time par maariye gaa taakey hamari roohein aik saath ooper ka safar kar sakein ![]()
hum ne suna hai ke bhari rohein deer say uper jati hain..billi phir bhi jaldi uper chali jae ge
Re: aaj ki dawat
dil to kisi ke paas hota hai?
Re: aaj ki dawat
Koi baat nahi badshah salamat, mein billi k ooper beth jaaonga, phir hum dono aik saath chaley jaaengey
Moti billi mera wazan bardaasht kar ley gee. Na bhi kar saki tou koi baat nahi, agar uski kamar toot bhi gayi tou koi masla nahi, marr tou woh pahley hi chuki hogi:halo:
kya dil tukroon main ho sakta hai??
hamra dil to janay kin kin ke pas hai
:aq: aap khatarnaak maloom hote hain
hum chookeh janwaroon pe zulm nahi kartay is liye hum ap main say ek ki jaan lein ge:o
bataiye aap marna pasand karein ge ke Kali billi ka kaam khatam karein?
Re: aaj ki dawat
Ye kaisa mushkil sawal pooch liya aalijah ![]()
![]()
Mera khayal hai aap billi ko maar dein, mera kia hai, mein koi gori billi dhoond loonga, jeena tou parey gaa hi ![]()
![]()
wah kya samajhdari wal i baat ki noujawan..
:aq: billi hamaray aap say ziada kaam aye gi waisay
![]()
jab yun dekhti ho achee legtee hoo ![]()
Re: aaj ki dawat
khamosh!!!Flooder e azam mere jotay polish keyea jayean ![]()
badshah ka takhta ulat diya jai:mocking:
musharraf kahaan hai:o
Re: aaj ki dawat
dono agaye ![]()