aaj ki amman


**
dekhiye, insaan kii zarooriyaat meN ek sab se baRii zaroorat hai maalii zaroorat. ghar men uske aur bhii bahooot se bhai bahen haiN jo dekh sakte the magar isko jo mauq'a milaa baahar jaane kaa uar jahaN jaa kar vo apni family kii maali imdaad kar saktaa thaa, is liye uskaa baahar jaanaa maan baap bhai bahen kii Khidmat ke baraabar hii hai.

aapne saHeeH kahaa...pahle ham apen tayiiN jo kar sakte haiN vo kareN phir Allah kii madad kii ummeed karen, us par tawakkul kareN.**