--Aaj khokar tujhay...

From a beautiful ghazal / Song, enjoy…

Jo na hona tha; wo mujhay hona para
Aaj khokar tujhay zinda rehna parha
Waqt say jo mila mujhay; wo zakham seena paraa

Phir kaheen shehar main chota sa ghar bana loonga
Tu saja tha kabhi, uss tar’ha main saja loonga
Phir nayay rangoon say rang loonga, uss ki deewarain
kuch nayay khuwaab bhi Gamlon main laga loonga
Teray gamm ka zehar yoon bhi peena para
Aaj khokar tujhay…

Waqt marhamm hay tera zakham bhi wo bharr daiga
Binn teray jeenay kay la’aiq wo mujhay kar daiga
Phir nayay raastay daiga wo meray qadmoon ko
Phir mujhay loat karr aanay ka koi darr daigaa
Toota sapna haan mujhay; phirr piroona para
Aaj khokar tujhay…

Abb teri yadoon ko mehmaan main bana loonga
Jabb bhi ayangi to kuch mehfilain saja loonga
Unn kay aanay phir unn kay jaanay ko rafta raftaa
Koi aadat si haan main to bana loonga
Hyy itna q mujhay; tanhaa yoon hona parha
Aaj khokar tujhay zinda rehna para
Waqt say jo mila mujhay wo zakhan seena parha

Re: --Aaj khokar tujhay…

Dadi Amma ki yaad aarahi hai :hug:

P.S. Nice :k:

Re: --Aaj khokar tujhay...

^-- yaad arai hay to mil kar aajao na :-p

re: P.S. thankoo Sunny Wunny, I know its nice tabhi to post kia tha lekin lagta hay kisi ko pasand hi nai ayi yahan :-(

Re: --Aaj khokar tujhay...

^ main Apni Dadi Amma ( means Tumhari UNHO ) ki baat kar raha tha

Khair kisi ko samajh nahi to koi baat nahi

Dont Be :(

Re: --Aaj khokar tujhay...

^-- oh acha meri 'wo' ...lol wo to meray sath, meray paas hi hain, meray liay chai bananay gai hain abhi red...how can i miss her blush...

and haan na baray baa'-zoaq log hain iss koochay main :-(

Re: --Aaj khokar tujhay...

very well done dada jee
ap ko dai mil gai kyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

Re: --Aaj khokar tujhay...

smack ^--
... aaj tak kabhi koi bagair Dadi waala dada daikha hay kia ? silly
aur Ghazal ki tareef karain na, Dadi ko tang na karain queen...

Re: --Aaj khokar tujhay...

i know you are not married " huh"

Re: --Aaj khokar tujhay...

^-- please stay on topic. and topic is Ghazal not me, thanks!

Re: --Aaj khokar tujhay...

nahi ghazal se achay ap hain.............

Re: --Aaj khokar tujhay...

ok ok sowwy........i was just teasing you................ghhazal is no doubt superb

Re: --Aaj khokar tujhay...

^-- Lier...you have not read yet the ghazal I know:-p
Khair still I will accept your mubarak , thank you for liking &-Ghazal :-)

Re: --Aaj khokar tujhay...

hawwwwwwwwwwwwwwwwwwwww
what made you think that way.........huh

Re: --Aaj khokar tujhay...

Nice poem. At least artists (poets,....) must accept each and every fan, even if they don't agree. As said by dard (one of the primitive urdu poets)

Aae Dard! Kahon kis se, bata raaz-e-mohabbat
Aalam mein sukhn-cheeni hai ya taana-zani hai

Re: --Aaj khokar tujhay...

Indeed, a beautiful ghazal... Thank you for sharing Dada Abba ji :-)

Re: --Aaj khokar tujhay...

Umar,
thank you for your kind words :-) and dard kia kiaa baat hay :-)

Khamosh Nigahain,
Shukriaa ji :-)

Re: --Aaj khokar tujhay...

Wah.. Shukria for Sharing... Dadda Jan... :p

Re: --Aaj khokar tujhay…

nice1 =)

Re: --Aaj khokar tujhay...

Thank you GS and Ghazal :-)

GS - Zaban ander :-p