aaj ke taja khabar kya hai

newspaper say parh ke batana:what:
GS pe kis ne kis say phadda kiya?Kis ke kis say kushti hui aur kis kis ko warning mili.Kis kay sath na-insafi hui aur koun mazloom mara gea?

Re: aaj ke taja khabar kya hai

Khud hi parlo :hehe:

Re: aaj ke taja khabar kya hai

mein unparh hoon :sweetif:

Re: aaj ke taja khabar kya hai

taza khaber yeh hai k i m very bored, nothing to do. kahin dil nahy lag reha :bummer:

Re: aaj ke taja khabar kya hai

dil hai koi sticker nahi:smilestar:

koshish karo koshish:snooty:

Re: aaj ke taja khabar kya hai

Taza khabar yeh hay k you seriously need Urdu tutoring , it is Taza not taja. If someone says taja for taza woh unparh hota hay.

Re: aaj ke taja khabar kya hai

:nahi: mein to unparh hi hoon ustad .Nahi tou aaj yahan na betha hota

Re: aaj ke taja khabar kya hai

nahi :nahi:

too lazy u read it for me

Re: aaj ke taja khabar kya hai

kitni taaza chahiye??:nah:

Re: aaj ke taja khabar kya hai

3 4 saal pehli ki taza khabar ho :p

Re: aaj ke taja khabar kya hai

last century ki nahi rahe ge theek :@:

history book mein se parh lena :D

Re: aaj ke taja khabar kya hai

^ how so you know??:snooty:

Re: aaj ke taja khabar kya hai

history book nahi parhi aap ne adeeba jee :@:

Re: aaj ke taja khabar kya hai

:LB:...books maane