Aaj kay baad...

Re: Aaj kay baad...

Aap iss sey pahley bhi yeh daawa kar chuki hain aur jahan takk mujhe yaad parta hai, aap apney daawey sey mukar gayi theen. Phir bhi, kaamyaabi aapkey qadam choomey.