Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

Pardesi babu 7star k naam.

***Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga
Khuvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga
Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga
Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey
Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi
Aur na Pa ke Mujhey
Aap hi Aap Mujh sey Roth ti Ho gi
Zaror Masrof Hon buhat ya koi Test hai Mera
Tawelein Ghurr ke khud hi Behal ti Ho gi
Tanha Sard Raat Mein
Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey
Khyaalon hi Khyaalon Mein
Haath us ney Mera Thama Ho ga
Phir Kisi Pool ke Nechey Ruk kar
Aankhon Mein Mere us ney Jhaanka Ho ga


Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa main tang a gaya hoon F plz app kiya karti ho?
app kion samjti nahi?

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

^ … :omg:

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

aise pagalon ki tara hasne ki waha sheal jee?

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

ap k haal per :p

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

:naraz: Allah app ka bhe aisa hi haal kaey Ameen.

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

^....Allah na karay

or Allah ap k haal per rehm farmay . Aameen suma aameen

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

Aameen suma Aameen.

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

buhut khub :k:

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

:hmmm:

PS. nice dedication :k:

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

:meeno::yummy::omg:

rum man jao tumari galti thi bas main phir kuch nahi karon gi.

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

ider kia ho reha he :D

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

Thanks Ali bhai.

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

kisi ki pitayi ho rehi hai . tum b sath doh toh mil kar savenstar ki pitayi ki ja sakhti hai.

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

meyn is naek kam meyn sharek nehe hon ge :faizy:

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

:confused:

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

ok jese tmari marzi.

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

ap bhe na pitae keryn bhae ke :no:

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

:confused: kion? bhai ki bari side li ja rehi hai bina ye jaane k ap k bhai ne kiya kiya hai?

Re: Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein

pher bhe ache bat toh nehe aisa kernah :no: